Duniya ke samandar mein safeena hai zindagi,
Bekhauf kabhi haan hai kabhi naa hai zindagi.
Maqsad na ho to yeh badi aaraam talab hai,
Kuch thaan lo to khoon paseena hai zindagi.
Bekhauf kabhi haan hai kabhi naa hai zindagi.
Maqsad na ho to yeh badi aaraam talab hai,
Kuch thaan lo to khoon paseena hai zindagi.
Apno ke beech khushnuma bahaar zindagi,
Apno se door joon maheena hai zindagi.
Gar saath ilm ka hai to har raah hai aasaan,
Be-ilm to gumraah naabeena hai zindagi.
-'khayaal'
Apno se door joon maheena hai zindagi.
Gar saath ilm ka hai to har raah hai aasaan,
Be-ilm to gumraah naabeena hai zindagi.
-'khayaal'
No comments:
Post a Comment