Barson tadap rahi thi ek aahat koyi jaise
Sadiyon kati hai raat isi izteraar mein
Lamba hai yeh kissa-e-justjoo-e-kehkashaan
Ek toot'ta taara samajh lo ikhtesaar mein
Woh surkh rang gul khilega to ek din
Guzarta gaya 'Khayaal' isi aitbaar mein...
-"Salman -Khayaal"
No comments:
Post a Comment