Tuesday, 10 April 2012

Khuda Khair kare....

Makhdoom kiya tumko to kya gunaah kiya
Agar gunaah kiya to khuda khair kare

Fugaan na karoon tumse to ghair se gila karoon
Dil tumse hua hai soz Khuda khair kare.

Gulcheen aa gaye hain kuch mere dayaar mein
Ujad na jaaye ye gulistaan Khuda khair kare

No comments:

Post a Comment